crosgiant.blogg.se

Alight motion editing video
Alight motion editing video






#ALIGHT MOTION EDITING VIDEO PLUS#

Nahin to aap log Is tarah bhi effect de sakte Elite motion application open karte fir se aapko Apne song beat Marg project mein a jana hai aur yahan per Jo song ka layer hai usko chhod kar baki sabhi layer ko delete kar lena hai aur FIR niche Plus ke icon per type karke media bheja kar aur us video ko jo export kiye Hain use select kar lena hai. Third Stepĭoston ab ham logo jab video export kar lete hain aur jab video gallery mein save Ho jaati Hai tab ab ham logon Ko is per effect Dena hota Hai ab effect dene ke liye fir se ham logon Ko apna Elite motion application ko open kar lena hai.Īur niche jo aapko Plus ka button dekhne Ko milta Hai use per click kar dena hai alight motion application jab open karenge to aapko Plus ka button dekhne Ko mil jaega use per click kar dena hai aur retio 9 * 16 select kar lena hai. Doston yadi aap materials ko Apne alight motion application mein import kar lete hain tab aapko ab apna alight motion application ko open kar lena hai aur jo niche project ka option aapko milta Hai use per click karke song beat mark project ko open kar lena hai.ĭoston jab aap apna Alight motion application ko open karenge to aap logon Ko yahan per 5 layer dekhne Ko mil jaenge to baki ke layers Ko chhod dena hai uske sath koi bhi chhed chhad nahin karna hai bus Jo group ka layer hai use per click kar dena aur edit group ke option per chale jana hai.ĭoston ab yahan per aapko image ke six layer dekhne Ko mil jaenge ab inmein ham logon ko photo add karna hai iske liye kisi ek image ke layer per click kar raha hai color and fil ke option per Jana Hai star wale button per click karna hai ek photo select karke upar plus ko button per click kar denge photo add ho jaega.įir ab aap logon Ko Jo baki ke niche five image clear dekhne ko milte Hain unmen ab photo add karna hota Hai to doston Jaise abhi ham is image ke ek layer mein photo add kiye Hain usi tarah baki ke 5 layer mein bhi photo add kar lenge.ĭoston jab ham sabhi group ke six layer mein photo add kar lenge to is group se ham logon Ko back a jana hai aur uske bad is video ham logon Ko export karna hoga export karne ke liye upar setting kya icon ke Bagal mein share ka icon dekhne Ko mil jata Hai use per click kar dena hai aur niche export wala option per click karke video ko export kar lena hai.






Alight motion editing video